Jism Men Dard Ki Dua – Qurani Duayen
Agar insan ke jism ke kisi men dard ho to wo bohot bechain ho jata hai. Wo sukoon
se let bhi nahi sakta or kisi se bat bhi nahi kar sakta.
If a person has pain in any part of his body, he becomes very restless. He
cannot even lie down comfortably and cannot even talk to anyone.
But reading Jism men dard ki duaJism men dard ki dua can reduce this body pain.
Uthman bin Abu al-'As
Al-Thaqafi RadiyAllahu Anhu (رضی اللہ عنہ) reported that he made a complaint of pain
in the part of the body to Allah's Messenger (peace be upon him) Thereupon
Allah's Messenger (صلی اللہ علیہ وسلم) said:
Place your hand at the
place where you feel the pain in your body and say BISMILLAH (in the name of
ALLAH) three times and seven times:
أَعُوذُ بِعِزَّةِ اللّٰهِ وَقُدْرَتِهِ مِن شَرِّ مَا
أَجِدُ وَأُحاذِرُ
Translation: I seek
refuge with ALLAH and with His Power from the evil that I find and that I fear.
[Sahih Muslim - Hadith 5462]
Urdu Translation: Hazrat
Uthman bin Abu al-'Aas RadiyAllahu Anhu ne RasoolAllah Sallallahu Alaihi
Wasallamse Apne Jism ke kisi hissay mein dard ki Shikayat ki, RasoolAllah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne un se Irshad Farmaya:
"Apne Jism ki Dard
wali jagah par hath rakh kar 3 bar BISMILLAH parho phir 7 Martaba ye Dua parh
lo:
أَعُوذُ بِعِزَّةِ اللّٰهِ وَقُدْرَتِهِ مِن شَرِّ مَا
أَجِدُ وَأُحاذِرُ
Tarjumah: Main ALLAH ke
jalal aur us ki Qudrat ki Panah mangta hun is Bimari ke shar se jo Mujhe is
waqt lahaq hai aur Jis (bimari) ke Aayinda hone ka Khadsha hai.
[Hadith 5737, 5867 - Sahih Muslim]
0 Comments
Post a Comment